शॉर्ट्स वीडीयो को एडिट कैसे करें||how to edit shorts video on YouTube
Hello doston welcome to my website
Main Aaj aapko yah bataunga ki aap apni shorts video kis application se acchi tarah edit kar sakte ho
Main jo kuchh aapko bataunga usko aap acchi tarah read kariye tabhi aapko samajh mein aaega aur aap apni video ko viral kar sakte ho
1. Sabse pahle aapko Play Store per chala jana hai vahan per aapko koi bhi application download karna jaise ki Inshot, VN editor, kinemaster, ine teen application mein aap kisi application se edit kar sakte ho
Main to Inshot edit karta hun
2. Aapko inshot application download kar lena hai
FIR aapko usko open karna hai open karne ke bad aapko video wale option per click karna hai aur aapki gallery mein se aapane jis video per video banaya hai us video ko select kar lena hai
3. Aapko usmein har har EK effect mil jaega Jiska tum apni video mein use kar sakte ho aap vahan se apne video mein background music bhi Laga sakte ho
4. Background music lagane ke liye kya karna padega aapko sabse pahle music wale option per click kar dena hai aur FIR aapane Jo bhi music background download kiya hai usko click kar dena hai usko aap apne video mein le aana hai aur background music laga dena hai agar aapka background music ka voice jyada hai to aap usko background music per click karke km bhi kar sakte ho click Karen aur aap kam kar sakte ho
5. Agar aapka video jyada lamba hai to aap usmein split bhi kar sakte ho yani usko cut kar sakte ho
6. Aur aap usmein se apne video ko acchi quality mein sev kar sakte hain
Niche inshot ,VN ,kinemaster, teeno ka application ka link hai aapko jo pasand aye usko download kar sakte ho👇
7. Agar aapko dene application Bina watermark ki chahie To mere telegram per jaaiye aur vahan se aap download kariye
Mere telegram link niche hai 👇
https://t.me/goyal710
टिप्पणियाँ
एक टिप्पणी भेजें